majhdhaar
me chod khud kinaara dhoodhne nikale,
mehboob mere jaane kiska sahara dhoodhne nikale,
lagta hai ki jaise wo bhula k hamari wafa ka manzar,
zindagi ki raah
me naya afsaana dhoodhne nikale.....
Read More
Koi hume yaad kiya karta hai,
Yuhi din raat kiya karta hai.
Teseveer bana kar hamari apne dil mai,
Use sapno
me sakar kiya kerta hai.
Apni tanhaiyon mai khud ki parchayi ko,
Aks samajh kar hamara hamesha baat kiya karta hai.
Mil jaye shayad kisi mod par hum use,
Ye soch kar humara intjaar kiya karta hai.
Bas itana hi pata hai ki,
koi hume Yaad kiya karta hai,
Yuhi din raat kiya karta hai....
Read More