Bichartey lamhoon main,
Us ney kaha tha dekho,
"hamari rahain juda juda hain,
magar hamain aik dosrey ka khyal rakhna hai zindgi bhar,
kisi bhi lamha udasion ki,
faseel hiyel na honey dena,
hawa ke haathoon pe likhtey rehna,
judaion ke tamam kisey,
qadam qadam per jo paish aiyen,
wo saanhey bhi nazar
main rakhna,
main jab bhi lota to apney honton ki tazgi ko,
tumari bujhti hoi in aankho...
Read More
Barsoon ki chahat ko ek pal
main badalte dekha hai maine
toot kar chahne waloon ko baat sai mukarate dekha hai maine
naaz karte thai jo apni wafaoun pai
unhi ko bewafai karte dekha hai maine
kaise sajja loon sapa apni udass aankhon main
har khuwaab ko toot kar bikharte dekha hai maine
karte thai jo wada hamesha sath chalne ka
phir unhi ko raasta badalte dekha hai maine
aitabaar na raha hai kissi par bhi kiya karain
is aitabaar ko bh...
Read More