Koi hume yaad
kiya karta hai,
Yuhi din raat
kiya karta hai.
Teseveer bana kar hamari apne dil mai,
Use sapno me sakar
kiya kerta hai.
Apni tanhaiyon mai khud ki parchayi ko,
Aks samajh kar hamara hamesha baat
kiya karta hai.
Mil jaye shayad kisi mod par hum use,
Ye soch kar humara intjaar
kiya karta hai.
Bas itana hi pata hai ki,
koi hume Yaad
kiya karta hai,
Yuhi din raat
kiya karta hai....
Read More