Koi hume yaad kiya
karta hai,
Yuhi din raat kiya
karta hai.
Teseveer bana kar hamari apne dil mai,
Use sapno me sakar kiya kerta hai.
Apni tanhaiyon mai khud ki parchayi ko,
Aks samajh kar hamara hamesha baat kiya
karta hai.
Mil jaye shayad kisi mod par hum use,
Ye soch kar humara intjaar kiya
karta hai.
Bas itana hi pata hai ki,
koi hume Yaad kiya
karta hai,
Yuhi din raat kiya
karta hai....
Read More