bichartey lamhoon main,
Us ney kaha tha dekho,
"hamari rahain juda juda hain,
magar hamain aik dosrey ka khyal rakhna hai zindgi bhar,
kisi bhi lamha udasion ki,
faseel hiyel na honey dena,
hawa ke haathoon pe likhtey rehna,
judaion ke tamam kisey,
qadam qadam per jo paish aiyen,
wo saanhey bhi nazar main rakhna,
main jab bhi lota to apney honton ki tazgi ko,
tumari bujhti hoi in aankho...
Read More