Title: Barsoon ki chahat ko ek pal main
Tags: Barsoon ki chahat ko ek pal main
Blog Entry: Barsoon ki chahat ko ek pal main badalte dekha hai maine toot kar chahne waloon ko baat sai mukarate dekha hai maine naaz karte thai jo apni wafaoun pai unhi ko bewafai karte dekha hai maine kaise sajja loon sapa apni udass aankhon main har khuwaab ko toot kar bikharte dekha hai maine karte thai jo wada hamesha sath chalne ka phir unhi ko raasta badalte dekha hai maine aitabaar na raha hai kissi par bhi kiya karain is aitabaar ko bhi baar baar marte dekha hai maine
E-maza.com- Make friends, watch video, share picture, listen music, audio video live chat, classified, event posting, forum
» Blog
» Barsoon ki chahat ko ek pal main
VIEW FULL VERSION: Link